1Aadabe quran
Q)Is it permissible to read quran in buses,trains,garden,park,etc where non-muslims are also present?
A)It should be taken care that the respect of the Holy Qur`an is obligatory on every person. So, one should recite the Qur`an in low voice at such places because recitation in low voice does not contain any danger of impudence, and recitation in loud voice is Makrooh. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center Dar-e-Arafat, Takiya Kalan, Raebareli (U.P.)229001
2Nazro ki hifazat
Q)I am a college student . in my college there are female teachers who teach us .is it permissible to see them during teaching or conversation with them .?
A)If it isn't feared that it might arouse bad thoughts in the mind, then it is permissible that you can see her with slight and careless sight. But, one must restrict from watching her and talking to her unnecessarily. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center
3Education
Q)Assalamualekum wa rahmatullahi wa barakatuhu. I am studying chartered accountancy. My question is that in this line of profession tax evasion, false entry of income or expenses are done here in India. The reason behind this that Govt. is putting lots of tax on a single Assessee with a high rate of tax. So the Assessee desires to pay less tax. And thats why they evade tax and manipulate their accounts. It is also to be noted that an Assessee will only come to the C.A. if he helps him to save his tax payment. And i also like to tell that muslims are also affected by such problem of paying heavy tax. How ever they earn less. Tell me whether after evasion and false representation of accounts fees received from such person will be halal or not ?
A)Fees will be Halaal, but False Entry - on purpose - is a type of lie; lie is prohibited in Qur`an and Hadith, therefore, this is also included in it. If it is done because of some problem then may be Allah may not take action against him; but in normal conditions, false entry is also a type of lie. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center
4Dress
Q)Im wearing a half t-shirt during namaaz ,but problem is that my elbow is open in namaz,so my namaaz is valid or not?
A)Open elbows during namaz is makrooh, however, acceptable with the sense of incompleteness.
5Aqaid
Q)Dr.Zakir Nakir aqaid or najariyat bataye?kya vo gair muqallid he?unke lecture ko sunna kesa he?kyunke deoband ke ulama mana karte he.aapki kya ray he?
A)Dr. Zakir Naik Sb. dawat ka bahut achcha kaam kar rahe hain aur Fiqh me Ehle-Hadith ko mante hain. Kabhi kabhi woh apne Dawat ke Topic se hat kar dusre topic par bayan dete hain, jo unka topic nahi hai, jo kafi galat fehmiyon ki wajah banta hai. Jab unka bayan suna jaye to in baton ko dheyaan me rakha jaye.
6About Maulana Waheeduddin khan
Q)Assalam alaikum, please tell me, why ulma e karaam neglected maulana waheeduddin khan? tell me in detail as soon as possible
A)Asalamualaikum wa Rahmatullah Waheedudden Khan had been a renowned scholar throughout the times and he was appreciated by many of the present and near past Ulamas but gradually he started diverting his ideology and thinking of Islam and presented before the people of Islam and others what the orientalists had been presenting about Islam. He changed the way of thinking which was brought by the Prophet of Islam.
7Tasawwuf
Q)Molana alimiya nadwi rh kinke khulafa me se he?haji imdadullah muhajire makki rh kinke khulafa me se he?jald jawab de bahot confusion ho raha he
A)Asalamualaikum wa Rahmatullah Answer: Hazrat Maulana Sayyid Abul Hasan Ali Nadwi (Rh) ko in silsilon me ijazat hasil hai: Qadiriya Naqshbandiya (Ahsaniya or Ahmadiya) Chishtiya (Sabiriya or Nizamiya) Suhrawardiya Aur in logon se Ijazat hasil hai: Hazrat Maulana Abdul Qadir Raipuri (Rh) Hazrat Maulana Ahmad Ali Lahori (Rh) Aur In Mashaekh-e-Kibaar ka Etemaad hasil Raha: Hazrat Shaikh Haroonul Asal Al-Hajjaar (Rh) Hazrat Maulana Mohammad ILyaas Kandalwi (Rh) Hazrat Maulana Ashraf Ali Thanvi(Rh) Hazrat Maulana Husain Ahmad Madni (Rh) Hazrat Maulana Mohammad Zakariya Kandalwi (Rh) Hazrat Maulana Shah Mohammad Yaqoob Sb. Mujaddidi (Rh) Hazrat Maulana Shah Wasiullah Allahabadi (Rh) Hazrat Maulana Mohammad Ahmad Partapgarhi (Rh) Hazrat Maulana Qari Tayab Sb. (Rh) Aur Hazrat Haji Imdadullah Muhajir Makki (Rh) ko Hazrat Miyan Ji Noor Mohammad Jhinjhanwi (Rh) se Ijazat hasil hai. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center
8Praying the namaz
Q)While praying the NAMAZ,it is compulsory to fold extra part of clothes of pants?
A)Asalamualaikum wa Rahmatullah wa Barkatuhu Answer: Agar libaas wagairah se musalmaan ya gair-musalmaan hone ka andaza ho jaye, tab to is ke mutabiq amal kiya jaye, matlab agar musalman ki alamat ho to gusul de kar namaz bhi padhi jaye aur agar kafir ki alamat ho to is ko bagair namaz ke dafan kar diya jaye. Agar kisi tarah bhi pata na chal pa raha hai ke musalman ya gair musalman hai to aisi surat me dusre area se andaza kiya jaye ga. jahan laash dastiyaab hoyi hai, agar is ilaqa me musalman area ho to musalman mana jaye ga, aur agar gair-muslim area hai to gair-muslim, jo cheez ziyada qareeb ho isi ke mutabiq amal kiya jayega. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi CenterKeeping the pants below the ankles is prohibited in the Hadiths, and specially during the prayers, and serious warnings has been said for those who ignore it. Therefore, one should not keep his trousers below or parallel to the ankle in or out of the namaz. Basically, one should sew his trousers on the length of above the ankles, but if he is wearing trousers of below or parallel the length of ankles then he should make any required measures to make it above the ankles, as to make sure he does not oppose the commandment of hadith. However, if he ignores the commandment then he is a sinner, but the namaz will not be rejectable.
9Sadqa k dena
Q)Assalam alaikum, aaj kal jo faqir ghumte rahte hain unme akser sehatmand hote hain ya peshewer hote hain, kya unhe sadqa diya ja skta hai?
A)Is tarah ke jo peshewar faqeer hatte katte hon un ko Sadqa diya ja sakta hai, lekin ziyada behtar yahi hai ke unko na diya jaye, is liye ke un ko dunya ek taraf zaroorat na hote huye bhi aur kamayee par qudrat hasil hone ke bawajood bhi mangne par un ki himmat afzaee karna hai. Aur bure kaam me himmat afzaee aur ta`awun se mana kiya gaya hai, lekin beher surat un ko dantne dapatne se parheez karna chahiye, is liye ke Qur'an me sael ko dantne se mana kiya gaya hai.
10Reference of hadees quoted by maulana salman nadvi
Q)Assalam alaikum Please tell me the reference of hadees quoted by Maulana Salman Husaini Nadvi sb. in his speech "YAHOODI SAAZISHEN AUR HAMARI ZIMMEDARI", because some salafi brothers wants. HADEES :- "JO SHAKS JHALAT KA NAARA LGAE USSE MAA BAHAN KI GALI DO". please give me answer as soon as possible.
A)The Hadith qouted by Salman Husaini Nadwi, Reference: Sunan Nasai`e (Kubra) Hadith No. 10810 Bab Azaul Jahilia Kitab Amalul Yuma Wal Lail and Shaikh Albani has confermed that this Hadith is authentic. and Musnad Ahmad bin Hanbal has also qouted this hadith. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center
11Making up missed Salat (Qaza-e-Umri)
Q)Dear Sir, Asslamualikum Eid Mubarak to all of you! As usual I have a question regarding making up of missed Salat(prayer). Actually my grandfather is a person who is very attached to regular prayers. Apart from daily prayers now he is making up for missed prayers that he missed in the past. But the problem is he don't know how many times he have missed Salat throughout his life time. Regarding this matter, I would be very grateful if you can provide a proper solution for it. With Regards, Twahir
A)At first, you will have to make it out the approximate due period in which your father have missed the prayers, starting from puberty. For example: 15 years, now make an average of 5, 10, 15 or 20 prayers per day, which ever may be convenient for him, and then calculate in which time it may complete, this will help him in fixing a target. Achieving a target is much more easier than praying without determination. Allah knows best. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center
12Few Questions
Q)Salam i hv few ques'ns 1.kya qurbani ka GOSHT non-muslims ko diya jaa sakta hy? 2.Gar kisi ne QURAN ki kasam khai ho aur wo torr de tou kya hoga?? for ex:- jaise kasam ho ki gar koi condition pori na hui tou tab tak wo ghar nahi jayega? 3.gar koi ladki Haiz ki haalat mei hy aur baaloan mei mehndi laga lei tou kya aisa karna sahi hai?suna hy aise haal mei mehndi lagaye to wo 40 din tak pak nahi hoti??
A)(1)Qurbani ka gosht non-muslim ko dena JAEZ hai. (2) Agar koi shakhs Quran ya Allah ki qasam kha leta hai aur phir tod deta hai, to uske upar teen me se ek kaam ko karna wajib ata hai: (a) dus (10) miskeen ko khana khilana, (b) ek ghulaam azaad karna; (aur agar ye dono kaam karne ki isteta`at (capability) na ho tab) (c) teen din roza rakhen. (3) Haez ki halat me mehndi lagana aam dino ki tarah jaez hai, aur baqi sab suni sunai baten hain. Bas aisi koi cheez na lagaen jiski parat (layer) baith jaye (For example: nail polish, lipstick) to usko chudhae bina ghusul drust nahi hota hai. Wassalam Abul Hasan Ali Nadwi Center
1 2 3 4 5 6 7 8

Islamic question – Is it permissible to read quran in buses,trains,garden,park,etc where non-muslims are also present?